Tuesday 14 March 2017

Mukesh kumar , Mukesh, Mukesh Song Lyrics, Fam. Mukesh Song Lyrics

Album name:- Karam Dharam(1975)

Singer :- Mukesh.

Performer:- Raj Kapoor.

Ek Din bik jayega
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
Dooje ke hothon ko dekar apne geet
Koi nishani chhod, phir duniya se bol
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
La la lal lal lal laa
Anhoni path mein kaante laakh bichaaye
Honi to phir bhi bichhda yaar milaye
Anhoni path mein kaante laakh bichaaye
Honi to phir bhi bichhda yaar milaye
Yeh birha, yeh doori, do pal ki majboori
Phir koi dilwala kahe ko ghabraye, taram pam
Dhara jo behti hai milke rehti hai
Behti chara ban ja phir duniya se bol
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
La la lal lal lal aa
Parde ke peechhe baithi saanval gori
Tham ke tere mere man ki dori
Parde ke peechhe baithi saanval gori
Tham ke tere mere man ki dori
Yeh dori na chhoote, yeh bandhan na toote
Bhor hone wali hai ab raina hai thodi, taram pam
Sar ko jhukaye tu baitha kya hai yaar
Gori se naina jod phir duniya se bol
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
La la lal lal lal aa

 Sajan Re Jhooth Mat Bolo Lyrics

hindilyrics1966, Mukesh, Raj Kapoor

Album name:- Teesri Kasam (1966)

Singer :- Mukesh.

Performer:- Raj Kapoor.

Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Sajan re jhooth mat bolo
Khuda ke paas jaana hai
Na haathi hai na ghoda hai
Wahaan paidal hi jaana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Tumhare mahal chobaare
Yahin rahe jayenge saare
Tumhare mahal chobaare
Yahin rahe jayenge saare
Akad kis baat ki pyaare
Akad kis baat ki pyaare
Yeh sar phir bhi jhukana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Khuda ke paas jaana hai
Na haathi hai na ghoda hai
Wahaan paidal hi jaana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Bhala kije bhala hoga
Bura kije bura hoga
Bhala kije bhala hoga
Bura kije bura hoga
Bahi likh likh ke kya hoga?
Bahi likh likh ke kya hoga?
Yahin sabh kucch chukaana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Khuda ke paas jaana hai
Na haathi hai na ghoda hai
Wahaan paidal hi jaana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Ladakpan khel mein khoya
Jawaani neend bhar soya
Ladakpan khel mein khoya
Jawaani neend bhar soya
Budhapa dekh kar roya
Budhapa dekh kar roya
Wahi kissa puraana hai
Sajan re jhooth mat bolo
Khuda ke paas jaana hai
Na haathi hai na ghoda hai
Wahaan paidal hi jaana hai
Sajan re jhooth mat bolo


Jaane Kahaan Gaye Woh Din Lyrics
hindilyrics1970, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Mera naam joker(1970)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Jaane Kahaan Gaye Woh Din
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte the teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte thhe teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Chaahe kahin bhi tum raho
Chaahenge tumko umra bhar
Tumko na bhool payenge
Mere kadam jahaan pade
Sajde kiye thhe yaar ne
Mere kadam jahaan pade
Sajde kiye thhe yaar ne
Mujhko rula rula diya
Jaati hui bahaar ne
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte thhe teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Chaahe kahin bhi tum raho
chaahenge tumko umra bhar
Tumko na bhool payenge
Apni nazar mein aaj kal
Din bhi andheri raat hai
Apni nazar mein aaj kal
Din bhi andheri raat hai
Saaya hi apne saath tha
Saaya hi apne saath hai
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte thhe teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Chaahe kahin bhi tum raho
Chaahenge tumko umra bhar
Tumko na bhool payenge



Zinda Hoon Is Tarah Lyrics
hindilyrics1948, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Aag(1948)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Zinda Hoon Is Tarah
Zinda hoon iss tarah ki gam-e-zindagi nahi
Jalta huya ek diya hoon magar roshni nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e
Woh muddatein huyi hain kissi se juda huye
Woh muddatein huyi hain kissi se juda huye
Lekin ye dil ki aag abhi tak bhuji nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e
Aane ko aa chuka thha kinaaraa bhi saamne
Aane ko aa chuka thha kinaaraa bhi saamne
Khud uske paas hi mere naiya gayi nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e
Hothon ke paas aaye hassi kya majaal hai
Hothon ke paas aaye hassi kya majaal hai
Dil ka muamla hai koi dillagi nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e
Ye chaand yeh hawa ye parda sabh hai maandma
Ye chaand yeh hawa ye parda sabh hai maandma
Jab tu nahi toh inmein koi dilkasi nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e-zindagi nahi
Jalta huya ek diya hoon magar roshni nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e-zindagi nahi



Jis Desh Mein Ganga Behti Hai Lyrics
hindilyrics1960, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Jis desh mein ganga behti hai(1960)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai
Hothon pe sacchaai rahti hai
Jahaan dil mein safaai rahti hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Hothon pe sacchaai rahti hai
Jahaan dil mein safaai rahti hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Mehmaan jo hamaara hota hai
Woh jaan se pyaara hota hai
Mehmaan jo hamaara hota hai
Woh jaan se pyaara hota hai
Jyaada ki nahi laalach hamko
Thode mein gujaara hota hai
Thode mein gujaara hota hai
Baccho ke liye jo dharti maa
Sadiyon se sabh kucch sahti hai
Ham uss desh ke vaasi hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Kucch log jo jyaada jaante hein
Insaan ko kam pehchaante hein
Kucch log jo jyaada jaante hein
Insaan ko kam pehchaante hein
Ye purab hai purab waale
Har jaan ki kimat jaante hein
Har jaan ki kimat jaante hein
Mil jul ke raho aur pyaar karo
Ek cheej yahi jo rahti hai
Ham uss desh ke vaasi hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Jo jiss se mila seekha hamne
Gairon ko bhi apnaaya hamne
Jo jiss se mila seekha hamne
Gairon ko bhi apnaaya hamne
Matlab ke liye andhe hokar
Roti ko nahi pooja hamne
Roti ko nahi pooja hamne
Ab ham toh kya saari duniya
Saari duniya se kati hai
Ham uss desh ke vaasi hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Hothon pe sacchhai rahti hai
Jahaan dil mein safaai rahti hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai




Main Aashiq Hoon Lyrics
hindilyrics1961, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Aashiq(1961)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Main Aashiq Hoon Baharon Ka
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Main mastana musafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka
Sadiyon se jag mein aata raha main
Naye rang jeevan mein gata raha main
Naye bhes mein nit naye desh main
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka,ishaaron ka
Main mastana musafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka
Kabhi maine haske deepak jalaaye
Kabhi banke baadal aansu bahaaye
Mera raasta, pyaar ka raast
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Main mastana musafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka
Chala gar safar ko ko besahara
Toh mein ho liya sang diye ek tara
Gaata hua dukh bhulata hua
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Main mastana musafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka




Dost Dost Na Raha Lyrics
hindilyrics1964, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Sangam(1964)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Dost Dost Na Raha
Dost dost na raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Dost Dost na raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Jo zindagi ki rah mein
Bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the
Tum hi toh the
Saare bhed khul gaye
Raazdaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Dost dost na raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera,
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Gale lagi sehem sehem
Bhare gale se bolti
Woh tum na thi toh kaun tha
Tum hi toh thi
Safar ke waqt mein palak pe
Motiyon ko taulti
Woh tum na thi toh kaun tha
Tum hi toh thi
Nashe ki raat dhal gayi
Ab khumaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Dost Dost na raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Wafa ka leke naam jo
Dhadak rahe the har ghadi
Woh mere nek nek dil tum hi to ho
Jo muskura ke rah gaye
Zeher ki jab sui gaddi
Woh mere nek nek dil
Tum hi to ho
Ab kisi ka mere dil
Intezaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha
Dost Dost na raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha
Aitbaar na raha




Kisi Ki Muskurahaton Lyrics
hindilyrics1959, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Anari(1959)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Kisi Ki Muskurahaton
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena isi ka naam hai
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena isi ka naam hai
Maana apni jeb se fakeer hein
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hein
Maana apni jeb se fakeer hein
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hein
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Chale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena isi ka naam hai
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena isi ka naam hai
Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hami se naam pyaar ka
Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hami se naam pyaar ka
Ki marke bhi kisi ko yaad ayenge
Kisi ke aansuo mein muskuraanyenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena isi ka naam hai
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena isi ka naam hai




Awaara Hoon lyrics
hindilyrics1951, Mukesh, Raj Kapoor
Album name:- Awaara(1951)
Singer :- Mukesh.
Performer:- Raj Kapoor.

Awaara Hoon
Awaara hoon, awaara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasmaan ka taara hoon
Awaara hoon, awaara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasmaan ka taara hoon
Awaara hoon
Gharbaar nahi, sansaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Mujhse kisi ko pyaar nahi
Uss paar kisi se milne ka
Iqraar nahi mujhse
Kisi ko pyaar nahi mujhse
Kisi ko pyaar nahi
Sunsaan dagar anjaan
Dagar ka pyaara hoon
Awaara hoon, awaara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasmaan ka taara hoon
Awaara hoon
Aabad nahi barbaad sahi
Gaata hoon khushi ke geet magar
Gaata hoon khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hasti hai magar yeh mast dagar
Duniyaa, duniya main tere teer ka
Ya taqdeer ka maara hoon
Awaara hoon, awaara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasmaan ka taara hoon
Awaara hoon
Awaara hoon, awaara hoon



Pie Jaao Jie Jaao Na Jit Apani Na Haar Apani Lyrics
hindilyrics1980, Kaifi Azmi, Mohan Choti, Mukesh, Rajesh Khanna
Album name:-Shaitan Mujrim (1980)
Singer:-Mukesh
Actor:-Dev Kumar, Jyoti, Mohan Choti, Rajesh Khanna
Lyricist :-Kaifi Azmi
Music By:-Ratandeep-Hemraj

piye jao jiye jao
piye jao jiye jao na, jit apni na har apni
mujhe kaato me rahne do, sambhalo tum bahar apni
piye jao jiye jao na, jit apni na har apni
mujhe kaato me rahne do, sambhalo tum bahar apni
mazil bhule chalte chalte, rakh udaa di apni jalate jalate
aage pichhe yad ka saya, apna paraya koi sath na aaya
pyar ki rahe suni rahe, kaun sunega pukar apni
piye jao jiye jao
sathi bichade gulshan chhuta, hath me aate aate daman chhuta
ulti sidhi baat na puchho, dharm na dekho mera jat na pucho
ishq ka mazahab sabko tare, aise ye dunia sanvar apni
piye jao jiye jao
paya kya hai khona kya hai, lut le jo bhi chahe rona kya hai
sapna koi sath nahi hai, hath me tere unka hath nahi hai
tu bhi akela dil bhi tanha, rat kahi bhi guzar apni
piye jao jiye jao na, jit apni na har apni
mujhe kaato me rahne do, sambhalo tum bahar apni
piye jao jiye jao na


Uupar Jaa Ke Yaad Aain Niche Ki Baaten Lyrics
hindilyrics1978, Anand Bakshi, Mukesh, R D Burman, Raj Kapoor, Rajesh Khanna
Album name:-Naukri (1978)
Singer:- Mukesh
Actor:-Raj Kapoor, Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

mu : upar jaa ke yaad aa_i niche ki baate
hotho pe aa_i dil ke pichhe ki baate
are upar jaa ke
( ai hasino aa_o ) -2 meraa dil bahalaa_o
reshami zulfo ke jaal bichhaa_o
zindagi se bhi lambi hai ye kaali raate
hotho pe aa_i
ko : i yaa yaa yaa
mu : ( dosto dushmano ) -2 gale mil ke zaraa
chhed do ko_i kisse dil ke zaraa
kaun jaane kab hogi phir ye mulaaqaate
hotho pe aa_i

Rahee Hu Albela Mai Dil Kaa Nahee Maila Lyrics
hindilyrics1967, Hasrat Jaipuri, Laxmikant Pyarelal, Mukesh, Rajesh Khanna
Album name:-Chhaila Babu (1967)
Singer:-Mukesh,
Actor:- Rajesh Khanna,
Lyricist :Hasrat Jaipuri
Music By:-Laxmikant Pyarelal

rahee hu albela mai dil kaa nahee maila
yaro kehte hain log mujhe chhaila
chhaila babu kehte hain log mujhe chhaila
rup kee shehjadee hai yaro meree laila
yaro kehte hain
sair sapate karta mai jaa pahuncha phir khet me
chand see ujali ladkee baithee thee thandee ret me
are dekh key meree surat pehle toh gussa ley aayee
chal jo meree dekhi kuchh sharamai kuchh muskayee
kehne lagee woh mai teree mere sajan chhaila
rahee hu albela
pyar kee dhun pe maine jab chhedee apnee raginee
sun key mera gana phir chham se aayee kaminee
are hans key hamko dekha ik jalva phenka dur se
dil kee bat ko maine phir kah dala uss hur se
mil hee gai mastanee meree dilruba chhaila
rup kee shehjadee hai

Kyon Jhukee Jhukee Hain Palke Lyrics
hindilyrics1967, Hasrat Jaipuri, Lata Mangeshkar, Laxmikant Pyarelal, Mukesh, Rajesh Khanna
Album name:-Chhaila Babu (1967)
Singer:-Mukesh, Lata Mangeshkar
Actor:- Rajesh Khanna,
Lyricist :Hasrat Jaipuri
Music By:-Laxmikant Pyarelal

kyon jhukee jhukee hain palke -2, meree jan yeh bat kya hai
mere dil mai kaise keh du mujhe pyar ho gaya hai
kyon jhukee jhukee
yeh ghata bhee aaj ham par moti luta rahee hai
hame dekh kar kalee bhee sar ko jhuka rahee hai
mere dil kee bat sunane yeh hawa bhee aa rahee hai
yeh gagan bhee dekhata hai, dekhe toh harj kya hai
kyon jhukee jhukee
yeh sharam naa hamse kije ham bhee toh hain tumhare
kirno se mang bhar dey kar do agar ishare
dil ga raha hai nagma bas me nahee hamare
mausam bhee jhumata hai, jhume toh harj kya hai
mere dil me kaise
kyon jhukee jhukee


Phool Ahista Phenko Phool Bade Najuk Hote Hain Lyrics
hindilyrics1975, Anand Bakshi, Lata Mangeshkar, Laxmikant Pyarelal, Mukesh, Mumtaz, Rajesh Khanna
Album name:-Prem Kahani (1975)
Singer:-Lata Mangeshkar, Mukesh
Actor:-Rajesh Khanna, Mumtaz
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

phul aahista phenko
phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
vaise bhi to ye badh-qisamat nok pe kanton ki sote hain
phul aahista
phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
phul aahista phenko
badi khubsurat shiqayat hai ye
badi khubsurat shiqayat hai ye
magar sochiye kya sharafat hai ye
jo auron ka dil todate rahate hain
lagii chot unako to ye kahate hain
ki phul aahista, phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
jo rulate hain logon ko ek din khud bhii rote hain
phul aahista phenko
kisi shok ko baag kii sair me
kisi shok ko baag kii sair me
jo lag jaaye kanta koii pair me
kafaa husn vaalon se ho kis liye
ye maasuum hai bahakata is liye
ki phul aahista, phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
ye karenge kaise ghayal ye to khud ghayal hote hain
phul aahista phenko
gulon ke bade aap hamadard hain
gulon ke bade aap hamadard hain
bhala kyon na ho aap bhii mard hain
hazaaron savaalon kaa hai ik javaab
fareb-e-nazar ye na ho ai janaab
ki phul aahista, phul aahista phenko, phul bade nazuk hote hain
sab jise kahate hain shabanam, phul ke aansu hote hain
phul aahista phenko

Aasamaan Pe, Haan To Main Kyaa Kah Rahaa Thaa Lyrics
hindilyrics1973, Anand Bakshi, Lata Mangeshkar, Mukesh, R D Burman, Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Album name:-Raja Rani (1973)
Singer: -Lata Mangeshkar, Mukesh, Rajesh Khanna
Actor:-Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

aasama pe chandani ka ek dariya bah raha thaa
haa to mai kya kah raha tha
kah rahe ethe tum hasina, ishk me muskil hai jina
ha ha mujhe ab yad aya, jab se maine di;l lagaya
aj aj kon sa din hai, wakt yuhi ja raha hai
thahro koi aa raha hai, koi musafir hai
apne raste ja raja hai, toba mai to dar gaay tha
ha to mai kya kah raha tha, ha to mai kya kah raha tha
kah rahe the tum kahani, jab se aayi hai javani
ab suno tum baat aage, jab se ye araman jage
aaj kaun si tarikh hai, aaj chhabbis tarikh hai
pyaar sapane bun raha hai, dekho koi sun raha hai
mali hai, baag se kaliya chun raha hai
mai to dhokha kha gaya tha, ha to mai kya kah raha tha
yad karte ye fasana tum,
mujhe mat bhul jana
kya diwana hu mai koi,
jab se meri nind khoi
haa ye kaun sa mahina hai,
janavari
rut suhani jhumati hai
ye pulis kyun ghumati hai
haa are baba tumhe nahi
kisi chor ko dhundhti hai
darde furaqat sah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
are ha mai kuch kah rha tha
bhul gaye are ha chalo chalo ghar chale

Zuban Pe Dard Bhari Dastaan Chali Aayi Lyrics
hindilyrics1971, Anand Bakshi, Kalyanji Anandji, Mukesh, Rajesh Khanna
Album name:-Maryada (1971)
Singer: -Mukesh
Actor:- Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Kalyanji Anandji

zuba pe dard bhari dasta chali aayi
zuba pe dard bhari dasta chali aayi
bahar aane se pahle khizan chali aayi
zuba pe dard bhari dasta chali aayi
khushi ki chah me maine uthaye ranj bade
khushi ki chah me maine uthaye ranj bade
mera nasib ki mere qadam jaha bhi pade
ye badnasibi meri bhi vaha chali aayi
zuba pe dard bhari dasta chali aayi
udas rat hai viran dil ki mahafil hai
udas rat hai viran dil ki mahafil hai
na hamsafar hai koi aur na koi manzil hai
ye zindagi mujhe lekar kaha chali aayi
zuba pe dard bhari dasta chali aayi
bahar aane se pahle khizan chali aayi
zuba pe dard bhari dasta chali aayi
Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune Lyrics

hindilyrics1971, Amitabh Bachchan, Gulzar, Mukesh, Rajesh Khanna, Sumita Sanyal
Album name:-Andaz (1971)
Singer: -Mukesh
Actor:-Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna, Sumita Sanyal
Lyricist :Gulzar
Music By:-Salil Chowdhury

maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
kuchh hans ke, kuchh gam ke
teri aankho ke saaye churaye, rasili yaado ne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
chhoti baate, chhoti chhoti baato ki hai yaade badi
bhule nahi biti hui ek chhoti ghadi
chhoti baate, chhoti chhoti baato ki hai yaade badi
bhule nahi biti hui ek chhoti ghadi
janam janam se aankhe bichhaai tere liye in raaho me
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
bhole bhaale, bhole bhaale dil ko bahalate rahe
tanhaayi me tere khayalo ko sajate rahe
bhole bhaale, bhole bhaale dil ko bahalate rahe
tanhaayi me tere khayalo ko sajate rahe
kabhi kabhi ko aavaz dekar mujhko jagaya khwabo ne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne


Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Lyrics
hindilyrics1971, Mukesh, Rajesh Khanna, Yogesh
Album name:-Andaz (1971)
Singer: -Mukesh
Actor:-Rajesh Khanna
Lyricist :Yogesh
Music By:-Salil Chowdhury

kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
mere khayalo ke aangan me
koi sapno ke dip jalaye, dip jalaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
kabhi yuhi, jab hui, bojhal saanse
bhar aai baithe baithe, jab yuhi aankhe
tabhi machal ke, pyaar se chhalke
chhuye koi mujhe par nazar na aaye, nazar na aaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
kahi to ye, dil kabhi, mil nahi paate
kahi pe nikal aaye, janmo ke naate
thani si ulajhan, bairi apana man
apna hi hoke sahe dard paraye, dard paraye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
mere khayalo ke aangan me
koi sapno ke dip jalaye, dip jalaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye

Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune Lyrics
hindilyrics1971, Amitabh Bachchan, Gulzar, Mukesh, Rajesh Khanna, Sumita Sanyal
Album name:-Anand (1971)
Singer: -Mukesh
Actor:-Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna, Sumita Sanyal
Lyricist :Gulzar
Music By:-Salil Chowdhury

maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
kuchh hans ke, kuchh gam ke
teri aankho ke saaye churaye, rasili yaado ne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
chhoti baate, chhoti chhoti baato ki hai yaade badi
bhule nahi biti hui ek chhoti ghadi
chhoti baate, chhoti chhoti baato ki hai yaade badi
bhule nahi biti hui ek chhoti ghadi
janam janam se aankhe bichhaai tere liye in raaho me
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne
bhole bhaale, bhole bhaale dil ko bahalate rahe
tanhaayi me tere khayalo ko sajate rahe
bhole bhaale, bhole bhaale dil ko bahalate rahe
tanhaayi me tere khayalo ko sajate rahe
kabhi kabhi ko aavaz dekar mujhko jagaya khwabo ne
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Lyrics
hindilyrics1971, Mukesh, Rajesh Khanna, Yogesh
Album name:-Anand (1971)
Singer: -Mukesh
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist :Yogesh
Music By:-Salil Chowdhury

kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
mere khayalo ke aangan me
koi sapno ke dip jalaye, dip jalaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
kabhi yuhi, jab hui, bojhal saanse
bhar aai baithe baithe, jab yuhi aankhe
tabhi machal ke, pyaar se chhalke
chhuye koi mujhe par nazar na aaye, nazar na aaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
kahi to ye, dil kabhi, mil nahi paate
kahi pe nikal aaye, janmo ke naate
thani si ulajhan, bairi apana man
apna hi hoke sahe dard paraye, dard paraye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye
mere khayalo ke aangan me
koi sapno ke dip jalaye, dip jalaye
kahi dur jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaye, chupake se aaye

    1 comment:

    1. Lucky Club Casino Site 2021 | Live Dealer Games & More
      Lucky Club Casino is a gambling platform that lets you play with 카지노사이트luckclub a wide variety of slot machines at online casinos. Play free casino games,

      ReplyDelete